Contents
Bachchon Tum Taqdeer Ho Lyrics from the movie “Didi (1959)” sung by Mohammed Rafi, and Asha Bhosle, lyrics written by Sahir Ludhianvi, music composed by Datta Naik. Starring Sunil Dutt, Feroz Khan, Lalita Pawar, Shubha Khote.
Bachchon Tum Taqdeer Ho Song Details
Song Title:
|
Bachchon Tum Taqdeer Ho |
Movie:
|
Didi (1959) |
Singers:
|
Mohammed Rafi, Asha Bhosle |
Lyrics:
|
Sahir Ludhianvi |
Music:
|
Datta Naik |
Label:
|
Saregama |
Bachchon Tum Taqdeer Ho Lyrics in Hindi
बच्चों तुम तकदीर हो कल के हिंदुस्तान की
बापू के वर्दान की नेहरु के अरमान की
बच्चों तुम तकदीर हो कल के हिंदुस्तान की
बापू के वर्दान की नेहरु के अरमान की
बच्चों तुम तकदीर हो..
आज के टूटे खंडहरों पर तुम कल का देश बसाओगे
जो हम लोगो से ना हुआ वो तुम कर के दिखलाओगे
तुम नन्ही बुनियादे हो, तुम नन्ही बुनियादे हो
दुनिया के नए विधान की
बच्चों तुम तकदीर हो..
दिन धरम के नाम पे कोई बिज फुट का बोये ना
जो सदियों के बाद मिली है वो आज़ादी खोये ना
हर मज़हब से ऊँची है, हर मज़हब से ऊँची है
कीमत इंसानी जान की
बच्चों तुम तकदीर हो..
फिर कोई जयचंद ना उभरे फिर कोई जाफर ना उठे
गैरो का दिल खुश करने को अपनों पर खंज़र ना उठे
धन दौलत के लालच में, धन दौलत के लालच में
तौहीन ना हो ईमान की
बच्चों तुम तकदीर हो..
नारी को इस देश ने देवी कह कर दासी जाना है
जिसको कुछ अधिकार ना हो वो घर की रानी माना है
तुम ऐसा आदर मत लेना, तुम ऐसा आदर मत लेना
आड़ हो जो अपमान की
बच्चों तुम तकदीर हो..
रह ना सके अब इस दुनिया में युग सरमायादारी का
तुमको झंडा लहराना है मेहनत की सरदारी का
तुम चाहो तो, तुम चाहो तो
बदल के रख दो किस्मत हर इंसान की
बापू के वरदान की नेहरु के अरमान की
बच्चों तुम तकदीर हो..
Bachchon Tum Taqdeer Ho Lyrics in English
Bachho tum taqadir ho kal ke hindustaan ki
baapu ke vardaan ki neharu ke armaan ki
bachho tum taqadir ho kal ke hindustaan ki
baapu ke vardaan ki neharu ke armaan ki
achcho tum taqadir ho
aaj ke tute khandaharo par tum kal kaa desh basaoge
jo ham logo se na huaa wo tum kar ke dikhlaoge
tum nanhi buniyaade ho, tum nanhi buniyaade ho
duniyaa ke naye vidhaan ki
bachho tum taqadir ho
din dharam ke naam pe koi bij phut kaa boye naa
jo sadiyo ke baad mili hai wo aazadi khoye naa
har mazahab se unchi hai, har mazahab se unchi hai
kimat insaani jaan ki
bachho tum taqadir ho
phir koi jaichand na ubhare phir koi jaafar na uthe
gairo kaa dil khush karne ko apno par khanzar na uthe
dhan-daulat ke laalach mein, dhan-daulat ke laalach mein
tauhin na ho imaan ki
bachho tum taqadir ho
naari ko is desh ne devi kah kar daasi jana hai
jisko kuchh adhikaar na ho vo ghar ki raani mana hai
tum aisa aadar mat lena, tum aisa aadar mat lena
aad ho jo apmaan ki
bachho tum taqadir ho
rah na sake ab is duniyaa mein yug saramayadari kaa
tumako jhandaa laharana hai mehnat ki sardaari ka
tum chaaho to, tum chaaho to
badal ke rakh do kismat har insaan ki
bachho tum taqadir ho kal ke hindustaan ki
baapu ke vardaan ki neharu ke armaan ki
bachho tum taqadir ho
Old Songs:-
- Meet Na Mila Re Mann Ka Lyrics (मीत ना मिला रे मन का) – Abhimaan
- Pal Bhar Ke Liye Lyrics (पल भर के लिए) – Johny Mera Naam
- Phoolon Ka Taaron Ka Lyrics (फूलों का तारों का)
- Raat Kali Ek Khwab Mein Lyrics (रात कली एक ख्वाब में) – Buddha Mil Gaya
- Ruk Jaana O Jaana Lyrics (रुक जाना ओ जाना) – Warrant
- Mere Sapnon Ki Rani Lyrics ( मेरे सपनों की रानी ) | Aradhana (1969)