Contents
Aashiq Hoon Main Lyrics from the movie “Pyar To Hona Hi Tha” sung by Udit Narayan, and Asha Bhosle. The song is written by Sameer and composed by Jatin Lalit It features Ajay Devgan, and Kajol in the lead roles.
Aashiq Hoon Main Song Details
Song Title:
|
Aashiq Hoon Main |
Movie:
|
Pyar To Hona Hi Tha (1998) |
Singers:
|
Udit Narayan, Asha Bhosle |
Lyrics:
|
Sameer |
Music:
|
Jatin Lalit |
Label:
|
Sony Music |
Aashiq Hoon Main Lyrics in Hindi
आशिक़ हूँ मैं जान-ए-जिगर
मुझे देख ले बस एक नज़र
आशिक़ हूँ मैं जान-ए-जिगर
मुझे देख ले बस एक नज़र
बहारों का समा है
हमारा दिल जवां है
ये बैरी ज़माना जले तो जले
आशिक़ हूँ मैं जान-ए-जिगर
मुझे देख ले बस एक नज़र
आशिक़ हूँ मैं जान-ए-जिगर
मुझे देख ले बस एक नज़र
बहारों का समा है
हमारा दिल जवान है
ये बैरी ज़माना जले तो जले
आशिक़ हूँ मैं जान-ए-जिगर
मुझपे अपने हुस्न की
बिजली न गिरा
आ चेहरे पे डाल दूं
जुल्फों की घटा
खाव्बों की हूर है तू
क्यूँ मुझसे दूर है तू
हे खुशबू की राहों में
आ मेरी बाँहों में
मैं सीने से लगा लूं
ख्यालो में बसा लूं
ये बैरी जमाना जले तो जले
मेरे सामने महबूब है
मौसम जवां क्या खूब है
वफ़ा का अफ़साना
लिखेंगे जाने जाना
ये बैरी जमाना जले तो जले
हाँ हाँ जाने जिगर
अब ना होगा कम कभी
उलफत का नशा
करती है पागल मुझे
तेरी हर अदा
इतना ही कहना है
पलकों में रहना है
एक लम्हा, एक भी दिन
जीना क्या तेरे बिन
ये मेरी ज़िंदगानी है तेरी ही कहानी
ये बैरी ज़माना जले तो जले
कुछ तुम कहो कुछ मैं कहूँ
ऐसे मैं क्यूँ दूरी सहूं
निगाहों में बसाऊ
मैं तेरी बन जाओं
ये बैरी ज़माना जले तो जले
आशिक हूँ मैं, जान-ए-जिगर
मुझे देख ले बस एक नज़र
आशिक हूँ मैं, जान-ए-जिगर
मुझे देख ले बस एक नज़र
बहारों का समा है
हमारा दिल जवां है
ये बैरी ज़माना जले तो जले
जले तो जले
ये बैरी ज़माना
जले तो जले…
Music Video
Aashiq Hoon Main Lyrics in English
Aashiq hoon main jaan-e-jigar
mujhe dekh le bus ek nazar
aashiq hoon main jaan-e-jigar
mujhe dekh le bus ek nazar
baharoon ka samaa hai
humara dil jawan hai
ye bairi zamaana jale to jale
aashiq hoon main jaan-e-jigar
mujhe dekh le bus ek nazar
aashiq hoon main jaan-e-jigar
mujhe dekh le bus ek nazar
baharoon ka samaa hai
humara dil jawan hai
ye bairi zamaana jale to jale
aashiq hoon main jaan-e-jigar
mujhpe apne husn ki
bijali na gira
aa chehare pe daal doon
julfon ki dhata
khawabon ki hoor hai tu
kyun mujhse door hai tu
hai khushboo ki rahon mein
aa meri baahon mein
main seene se laga loon
khayal mein basa loon
ye bairi zamana jale to jale
mere samne mahoob hai
mausam jawaan kya khub hai
wafa ka afsaana
likhenge jaane jaana
ye bairi zamana jale to jale
haan haan jane jaan-e-jigar
ab na hoga kum kabhi
ulfat ka nasha
karti hai pagal mujhe
teri har adaa
itna hi kehna hai
palkoon mein rehna hai
ek lamhaa, ek bhi din
jeena kya tere bin
ye meri zindgaani hai teri hi kahaani
ye bairi zamaana jale to jale
kuch tum kaho kuch main kahoon
aise main kyoon doori sahoon
nigaahon mein basaaon
main teri ban jaaon
ye bairi zamaana jale to jale
aashik hoon main, jaan-e-jigar
mujhe dekh le bus ek nazar
aashik hoon main, jaan-e-jigar
mujhe dekh le bus ek nazar
baharoon ka samaa hai
humara dil jawaan hai
ye baairi zamaana jaale to jaale
jaale to jaale
yeh baairi zamaana
jaale to jaale..