Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka Lyrics (मुश्किल में है कौन किसी का) – Lata Mangeshkar

LyricalWings on Whatsapp

Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka lyrics, from the movie "Angaar" sung by Lata Mangeshkar. This Motivational Song is written by Anand Bakshi and the music is composed by Laxmikant-Pyarelal. Starring Jackie Shroff and Dimple Kapadia.

Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka Lyrics in Hindi

मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज़ को
लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो
मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज़ को
लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो
मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज़ को

और नहीं तो कम से कम
इतनी तो तकलीफ करो
और नहीं तो कम से कम
इतनी तो तकलीफ करो

लोगों की तारीफों में
कभी अपनी भी तारीफ करो
सब से तो तुम खुश हो अपने
आप से क्यों नाराज़ हो

मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज़ को
लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो
मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज़ को

जीने का ना शौक है तो
क्या रखा है जीने में
जीने का ना शौक है तो
क्या रखा है जीने में

एक कैदी की तरह पड़ा है
कब से ये दिल सीने में
पिंजरे का दरवाजा तोड़ो
पंछी को परवाज़ दो

मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज़ को
लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो
मुस्किल में है कौन किसी का
समझो इस राज को

जागो होश में आओ
फिर से जोश में आओ
जागो होश में आओ
फिर से जोश में आओ

ख़ून बहें नस नस में
बेबस मन हो बस में
बंद लबों को खोलो
आँखों से कुछ बोलो
चेहरा खाली खाली
ना गुस्सा ना गाली

बोलो मेरे जानू
मैं कैसे तुम्हें पहचानूं
ये जुल्फों का साया
ये पलकों की छाया

ये भरपुर जवानी
प्यार की रुत मस्तानी
ये नैनो के झूले
तुम ये सब कुछ भूले

याद करो तुम अपना
टूटा सुंदर सपना
टुकड़ा टुकड़ा जोड़ो
ये मायूसी छोड़ो

खेल ये हंस कर खेलो
हाथ में हाथ ये लेलो
तुम बलवान नहीं हो
पर बेजान नहीं हो
मेरी कसम उठाओ
पहला कदम उठाओ

साथी साथ खड़े हैं
सब तैयार खड़े हैं
साथी साथ खड़े हैं
सब तैयार खड़े हैं

बिना लड़े मत हारो
दुश्मन को ललकारो
बिना लड़े मत हारो
दुश्मन को ललकारो

गीत पुराने गाओं
छेड़ो दिल के साज को
गीत पुराने गाओं
छेड़ो दिल के साज को

लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो
लेकर अपना नाम कभी
तुम ख़ुद को आवाज़ दो

गीत पुराने गाओं
छेड़ो दिल के साज को
लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो
गीत पुराने गाओं
छेड़ो दिल के साज को
लेकर अपना नाम कभी
तुम खुद को आवाज़ दो

Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka Lyrics in English

Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko awaz do
Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko awaz do
Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko

Aur nahi to kam se kam
Itni to taklif karo
Aur nahi to kam se kam
Itni to taklif karo

Logon ki taarifon mein
Kabhi apni bhi taarif karo
Sab se to tum khush ho apne
Aap se kyon naaraz ho

Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko awaz do
Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko

Jeene ka naa shouk hai to
Kya rakha hai jine mein
Jeene ka naa shouk hai to
Kya rakha hai jine mein

Ek kaidi ki tarah pada hai
Kab se ye dil sine mein
Pinjre ka darwaja todo
Panchhi ko parwaz do

Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko awaz do
Muskhil mein hai kaun kisi ka
Samjho is raaz ko

Jaago hosh mein aao
Phir se josh mein aao
Jaago hosh mein aao
Phir se josh mein aao

Khoon bahein nas nas mein
Bebas mann ho bas mein
Band labon ka kholo
Aankhon se kuchh bolo
Chehra khali khali
Naa gussa naa gali

Bolo mere jaanu
Main kaise tumhe pehchanu
Ye julfon ka saaya
Ye palkon ki chhaya

Ye bharpur jawaani
Pyar ki rut mastaani
Ye naino ke jhule
Tum ye sab kuchh bhule

Yaad karo tum apna
Tuta sunder sapna
Tukda tukda jodo
Ye mayushi chhodo

Khel ye hans kar khelo
Haath mein haath ye lelo
Tum balwaan nahi ho
Par bejaan nahi ho
Meri kasam uthaao
Pehla kadam uthaao

Saathi saath khade hai
Sab taiyaar khade hai
Saathi saath khade hai
Sab taiyaar khade hai

Bina lade mat haaro
Dushman ko lalkaro
Bina lade mat haaro
Dushman ko lalkaro

Geet puraane gaaon
Chhedon dil ke saaj ko
Geet puraane gaaon
Chhedon dil ke saaj ko

Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko aawaz do
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko aawaz do

Geet puraane gaaon
Chhedon dil ke saaj ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko aawaz do
Geet puraane gaaon
Chhedon dil ke saaj ko
Lekar apna naam kabhi
Tum khud ko aawaz do

Songs Credits

Title:Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka
Movie:Angaar
Singers:Lata Mangeshkar
Lyrics:Anand Bakshi
Music:Laxmikant-Pyarelal
Cast:Jackie Shroff, Dimple Kapadia

Frequently Asked Questions about "Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka"

Who has sung the song "Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka"?
The song "Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka" has been sung by Lata Mangeshkar.
Who wrote the lyrics of "Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka"?
Anand Bakshi has written the lyrics of "Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka".
Who composed the music of "Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka"?
Laxmikant-Pyarelal composed the music of "Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka".
Which movie is the song "Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka" from?
The song "Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka" is from the movie Angaar.
Who are the cast members in "Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka"?
The cast of "Mushkil Mein Hai Kaun Kisi Ka" includes Jackie Shroff, Dimple Kapadia.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Join our Group
Join WhatsApp Group
Scroll to Top
Lyrical Wings
Privacy Overview

This website uses cookies so that we can provide you with the best user experience possible. Cookie information is stored in your browser and performs functions such as recognising you when you return to our website and helping our team to understand which sections of the website you find most interesting and useful.