Contents
Betiyaan Pride of Nation lyrics, sung by Shreya Ghoshal, Amruta Fadnavis, Neeti Mohan, Shalmali Kholgade, and Palak Muchhal. The Song is Composed By Nisschal Zaveri and written by Raqueeb Alam.
Lyrics Title: Betiyaan Pride of Nation
Singers: Shreya Ghoshal, Amruta Fadnavis, Neeti Mohan, Shalmali Kholgade and Palak Muchhal
Lyrics: Raqueeb Alam
Music: Nisschal Zaveri
Betiyaan Pride of Nation Lyrics in English
Rab ka haseen tohfa hai
Saughat hai yeh betiyaan
Khush-haal hai woh ghar jahan
Aabad hai yeh betiyaan
Iss mulk ki iss desh ki
Buniyaad hain yeh betiyaan
Hum khushnaseeb hain jo teri
Aulaad hain betiyaan
Aao bachayein betiyaan
Aao padhayein betiyaan
Aao bachayein betiyaan
Aao padhayein betiyaan
Apne hunar se fann se
Mehnaton se lagan se
Apne hunar se fann se
Mehnaton se lagan se
Chhu le gagan ko betiyaan
Har rang mein har roop mein
Har chaand mein yeh betiyaan
Dikhne lagi hain jung ke
Maidaan mein yeh betiyaan
Tum yahan har woh jagah
Raunak ki bhejo wajah betiyaan
Kahin gagan hain betiyaan
Kahin kalam hain betiyaan
Safar mein hain yeh humsafar
Kadam kadam hain
Yeh kab tak marengi kokh mein
Kab tak jalengi betiyaan
Aao bachayein betiyaan
Aao padhayein betiyaan
Music Video of Betiyaan Pride of Nation Song
Betiyaan Pride of Nation Lyrics in Hindi
रब का हसीन तोहफा है
सौघट है यह बेटियाँ
खुश-हाल है वो घर जहाँ
आबाद है यह बेटियाँ
इश्स मुल्क की इश्स देश की
बुनियाद हैं यह बेटियाँ
हम खुशनसीब हैं जो तेरी
औलाद हैं बेटियाँ
आओ बचयें बेटियाँ
आओ पढ़ायें बेटियाँ
आओ बचयें बेटियाँ
आओ पढ़ायें बेटियाँ
अपने हुनर से फान्न से
मेहनटों से लगान से
अपने हुनर से फान्न से
मेहनटों से लगान से
च्छू ले गगन को बेटियाँ
हर रंग में हर रूप में
हर चाँद में यह बेटियाँ
दिखने लगी हैं जुंग के
मैदान में यह बेटियाँ
तुम यहाँ हर वो जगह
रौनक की भेजो वजह बेटियाँ
कहीं गगन हैं बेटियाँ
कहीं कलाम हैं बेटियाँ
सफ़र में हैं यह हुंसफर
कदम कदम हैं
यह कब तक मरेंगी कोख में
कब तक जलेंगी बेटियाँ
आओ बचयें बेटियाँ
आओ पढ़ायें बेटियाँ
Latest Post :-
- Teri Mitti Lyrics ( तेरी मिट्टी ) – Kesari | B Praak
- Mere Desh ki Dharti Lyrics ( मेरे देश की धरती ) Upkar (1967)
- HAR GHAR TIRANGA LYRICS ( हर घर तिरंगा ) | Azadi Ka Amrit Mahotsav
- KAR CHALE HUM FIDA LYRICS “कर चले हम फ़िदा” – Md Rafi | Haqeeqat
- Aye Mere Watan Ke Logo Lyrics “ऐ मेरे वतन के लोगों ” – Lata Mangeshkar
- Hindustan Hindustan Meri Jaan Lyrics ( मेरी जान हिंदुस्तान ) – Border 1997