Barsaat Ho Jaaye Lyrics ( बरसात हो जाए) – Jubin Nautiyal, Payal Dev

Barsaat Ho Jaaye Lyrics in Hindi & English sung by “Jubin Nautiyal and Payal Dev”. This latest Hindi song is written by Rashmi Virag and music composed by Payal Dev. Starring Shivin Narang and Ridhi Dogra.

Song’s Details

Song Title:
Barsaat Ho Jaaye
Singers:
Jubin Nautiyal, & Payal Dev
Lyrics:
Rashmi Virag
Music:
Payal Dev
Featuring:
Shivin Narang and Ridhi Dogra
Label:
T-Series

Barsaat Ho Jaaye Lyrics in Hindi

बूंदे क्या कहती है सुनो
जी भर के प्यार हम से करो
बूंदे क्या कहती है सुनो
जी भर के प्यार हम से करो

अधूरा आज ना अपना
कोई भी खाब रह जाए

बिना पूरी तरह भीगे
अब चैन ना आए
तमन्ना है की जोरो की
बरसात हो जाए

बिना पूरी तरह भीगे
अब चैन ना आए
तमन्ना है की जोरो की
बरसात हो जाए

बादलों की तरह
तुमपे छा जाऊं मैं
आज पूरी तरह
तेरा हो जाऊं मैं

बिजलियाँ गिर रही है
यहां से वहां
छोड़ के मैं तुम्हे
जाऊं भी तो कहाँ

लगी है आग कुछ ऐसी
बुझाए बुझ नहीं पाए

मुझे जिस बात का डर था
वो आज हो जाए
तमन्ना है की जोरो की
बरसात हो जाए

बिना पूरी तरह भीगे
अब चैन ना आए
तमन्ना है की जोरो की
बरसात हो जाए

तमन्नाओ की बारिश में
दिलों को भीग जाने दो
नया सा मोड़ एक दे दो
मोहब्बत के फ़साने को

चले आंधी चले तूफ़ान
चले ये सिलसिला युहीं
सिमट जाओ लिपट जाओ
तुम्हे ना आज रोकूंगी

नजारा इस तरह का हो
पानी भी जल जाए
तमन्ना है की जोरो की
बरसात हो जाए

बिना पूरी तरह भीगे
अब चैन ना आए
तमन्ना है की जोरो की
बरसात हो जाए

Barsaat Ho Jaaye Lyrics in English

Boonden kya kehti hain suno
Ji bharke pyar humse karo

Boonden kya kehti hain suno
Ji bharke pyar humse karo
Adhura aaj na apna koyi bhi
Kwhaab reh jaaye

Bina poori tarah bheege
Ab chain na aaye
Tamanna hai ke zoro ki
Barsaat ho jaaye

Bina poori tarah bheege
Ab chain na aaye

Tamanna hai ke zoro ki
Barsaat ho jaaye
Baadlon ki tarah
Tumpe chha jaun main
Aaj poori tarah
Tera ho jaun main

Bijliyan gir rahi hain
Yahan se wahan
Chhod ke main tumhe
Jaun bhi to kahan
Lagi hai aag kuchh aisi
Bujhaye bujh nahi paaye

Mujhe jis baat ka dar tha
Woh aaj ho jaaye
Tamanna hai ke zoro ki
Barsaat ho jaaye

Bina poori tarah bheege
Ab chain na aaye
Tamanna hai ke zoro ki
Barsaat ho jaaye

Tamannao ki baarish mein
Dilon ko bheeg jaane do
Naya sa mod ek dedo
Mohabbat ke fasane ko

Chale aandhi chale toofan
Chale yeh silsila yoonhi
Simat jao lipat jao
Tumhein na aaj rokungi

Nazara is tarah ka ho
Paani bhi jal jaaye
Tamanna hai ke zoro ki
Barsaat ho jaaye

Bina poori tarah bheege
Ab chain na aaye
Tamanna hai ke zoro ki
Barsaat ho jaaye

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top