Deewana Mujhsa Nahin Lyrics (दीवाना मुझसा नहीं) | Teesri Manzil

Deewana Mujhsa Nahin Lyrics in Hindi & English from the movie “Teesri Manzil (1966)” sung by Mohammad Rafi. This song is written by Majrooh Sultanpuri and music composed by Rahuldev Burman. Starring Shammi Kapoor and Asha Parekh.

Song’s Details

Song Title:
Deewana Mujhsa Nahin Is Ambar Ke Neeche
Movie:
Teesri Manzil (1966)
Singers:
Mohammed Rafi
Lyrics:
Majrooh Sultanpuri
Music:
Rahuldev Burman
Label:
Saregama

Deewana Mujhsa Nahin Lyrics in Hindi

दीवाना मुझसा नहीं इस अम्बर के नीचे

दीवाना मुझसा नहीं इस अम्बर के नीचे
आगे है क़ातिल मेरा और मैं पीछे-पीछे
दीवाना मुझसा नहीं इस अम्बर के नीचे
आगे है क़ातिल मेरा और मैं पीछे-पीछे

पाया है दुश्मन को जबसे प्यार के क़ाबिल
तबसे ये आलम है रस्ता याद न मंज़िल
नींद में जैसे चलता है कोई
चलना यूँ ही आँखें मींचे

दीवाना मुझसा नहीं इस अम्बर के नीचे
आगे है क़ातिल मेरा और मैं पीछे-पीछे

हमने भी रख दी हैं कल पे कल की बातें
हमने भी रख दी हैं कल पे कल की बातें
जीवन का हासिल है पल दो पल की बातें
दो ही घड़ी तो साथ रहेगा
करना क्या है तन्हाँ जी के

दीवाना मुझसा नहीं इस अम्बर के नीचे
आगे है क़ातिल मेरा और मैं पीछे-पीछे
दीवाना मुझसा नहीं इस अम्बर के नीचे
हूम्ममम्मम..

Music Video of Deewana Mujhsa Nahin Song

Deewana Mujhsa Nahin Lyrics in English

Deewana mujsha nahin is amber ke neeche

Deewana mujsha nahin is amber ke neeche
Aage hai qatil mera aur mein peeche peeche
Deewana mujsha nahin is amber ke neeche
Aage hai qatil mera aur mein peeche peeche

Paya hai dushman ko
Jab se pyar ke kaabil
Tab se ye aalam hai
Raasta yaad na manzil
Neend se jaise chalta hai koyee
Chalna yoonhin aankhen meeche

Deewana mujsha nahin is amber ke neeche
Aage hai qatil mera aur mein peeche peeche

Humne bhi rakhdi hai
Kal pe kal ki baatein
Humne bhi rakhdi hai
Kal pe kal ki baatein
Jeevan ka hasil hai
Pal do pal ki baatein
Do hi ghadi ko saath rahega
Karna kya hai tanha jee ke

Deewana mujsha nahin is amber ke neeche
Aage hai qatil mera aur mein peeche peeche
Deewana mujsha nahin is amber ke neeche
Hmmhmm..

If there are any mistakes in the Deewana Mujhsa Nahin Song lyrics, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top